Ho gaya hai tujko -Dilwale dulhaniya Le Jayenge

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi ti yahin tha, abhi kho gaya

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi ti yahin tha, abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna

Dekha na tune mudke bhi peeche
Kuch der to main rukha tha

Jab dil ne tujhko rokna chaaha
Door tu jaa chuka tha

Hua kya
Na jaana
Yeh dil kyoon
Deewana

Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna

Ae vaqt ruk jaa, thaam jaa, thaher ja
Vaapas zara daud peeche

Main chhod aayi khud ko jahan pe
Woh reh gaya mod peeche

Kahan main
Kahan tu
Yeh kaisa
Hai jaadu

Arre Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhko to pyaar sajna
Laakh kar le tu inkaar sajna
Dildaar sajna, hai yeh pyaar sajna

Na jaane mere dil ko kya ho gaya
Abhi to yahin tha, abhi kho gaya

# Posté le vendredi 11 janvier 2008 09:13

Ladki badi anjani hai - Kuch kuch hota hai

Ladki badi anjaani hai
Sapna hai, sach hai, kahani hai
Dekho ye pagli, bilkul na badli
Ye to badi deewani hai
Ho... ho... ho...

Ladka bada anjaana hai
Sapna hai, sach hai, fasana hai
Han han ye pagla
Bilkul na badla
Ye to wohi deewana hai
Ho... ho... ho...

Paas rahke bhi thi doori
Jaane kaisi thi majboori
Waqt woh bhi ajeeb tha
Jab tu mere kareeb tha
Kho gayee tu ye kis jahaan mein
Main yahan hoon dekh to zara

Hmm.. bheed mein bhi thi tanhaayee
Yaad har pal teri aayee
Roke koi mujhe zara
Bhar na aaye ye dil mera

Behake behake mere kadam hai
Aise mein tu sambhaal to zara

Ladki badi anjaani hai
Sapna hai, sach hai, kahani hai
Haan haan ye pagla
Bilkul na badla
Ye to wohi deewana hai
Ho... ho... ho...


Aaa... Aaa... Aaa...
Tumne na jaane kya, sapne dikhaaye
Aaa... Aaa... Aaa...
Jaage na sota hai
Aaa... Aaa... Aaa...
Kuch kuch hota hai
Aaa... Aaa... Aaa...
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai

# Posté le vendredi 11 janvier 2008 08:40

Chale Jaise Hawayein-main hoon na

— FEMME--

Chale jaise hawaayein sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaaye titliyaan jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Main deewaani dil ki rani gham se anjaani
Kab darrti hoon voh karti hoon jo hai thaani
Chale jaise hawaayein sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Koi roke koi aaye
Jitna bhi mujhko samjhaaye
Main na sunoongi kabhi
Apne hi dhun mein rehti hoon
Main pagli hoon main ziddi hoon
Kehte hain yeh to sabhi
Koi nahin jaana ke armaan kya hai mera
Chale jaise hawaayein sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaaye titliyaan jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Main deewaani dil ki rani gham se anjaani
Kab darrti hoon voh karti hoon jo hai thaani
Chale jaise hawaayein sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan

— HOMME--

Aaye haseenaayein to aaye
Mujhko dikhaane apni adaayein
Main bhi kuch kam nahin
Aankhon mein aankhen jo daaloon
Dil main chura loon hosh chura loon
Koi ho kitna haseen
Mera ho gaya voh jo ek baar mujhse mila
Chale jaise hawaayein sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan
Jaaye bhanwre jaise chaman chaman
Yunhi ghoomoon main bhi magan magan
Main deewaana main anjaana gham se begaana
Hoon aawaara lekin pyaara sab ne maana
Chale jaise hawaayein sanan sanan

— FEMME--

Ude jaise parinde gagan gagan

[c=#ff0066— HOMME--

Jaaye bhanwre jaise chaman chaman

— FEMME--

Yunhi ghoomoon main bhi magan magan

— ENSEMBLE--

Chale jaise hawaayein sanan sanan
Ude jaise parinde gagan gagan

# Posté le vendredi 11 janvier 2008 08:07

Modifié le vendredi 11 janvier 2008 08:25

Saajanji ghar aaye - Kuch kuch hota hai

Kab se aaye hain tere dulhe raja
Ab der na kar, jaldi aaja
Kab se aaye hain tere dulhe raja
Ab der na kar, jaldi aaja

Ho... ooo... ooo...
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sun sun sun sun...
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye

aa... aa... aa...
Ai dil, chalega, ab na koi bahana
Gori, ko hoga, ab saajan ke ghar jaana
Maathe ki bindiya kya bole hai
Sun sun sun sun...
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye

Diwaane ki chaal mein
Phas gayee main jaal mein
Ai sakhiyon kaise, bolo? bolo...
Haan mujhpe to ai dilruba
Teri sakhiyaan bhi fida
Ye bolengee kya, poocho? poocho....
Ja re ja jhoothe
Tareefein kyon hai loote
Hay, ja re ja jhoothe
Tareefein kyon hai loote
Tera mastaana, kya bole hai
Sun sun sun sun...
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye

Na samjhe nadaan hai
Yeh mera ehsaan hai
Chahe jo isko, keh do
keh do...
Chede mujhko jaan ke
Badle mein ehsaan ke
De diya dil isko, keh do
Keh do...
Too ye na jaane, dil toote bhi diwaane
Too ye na jaane, dil toote bhi diwaane
Tera, diwaana, bole hai
Sun sun sun...
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye,
Saajan ji ghar aaye

Mehandi laake... gehane paake
Mehandi laake... gehane paake
Hay roke tu sabko rula ke
Sabere chali jaayegi, tu bada yaad aayegi
jaayegi, yaad aayegi
Mehandi laake... gehane paake
Mehandi laake... gehane paake
Hay roke tu sabko rula ke
Sabere chali jaayegi, tu bada yaad aayegi
Too jaayegi, yaad aayegi
Tere, ghar aaya, main aaya tujhko lene
Dil ke, badle mein, dil ka nazrana dene
Meri har dhadkan kya bole hai
Sun sun sun sun...
Saajan ji ghar aaye, hay
Saajan ji ghar aaye
Dulhan kyon sharmaaye, hay
Saajan ji ghar aaye

# Posté le vendredi 11 janvier 2008 07:56

Modifié le vendredi 11 janvier 2008 08:07

waw nayda

# Posté le mercredi 02 janvier 2008 17:31